Sunday, April 7, 2013

Wo sab raaste, sab raahe - Yaad Shayari

yaad shayariGuzre dino ki beeti baate yaad rakhta hu,
Khusiyo me bhi ashko ki barate sath rakhta hu,

Main ab aksar tanha hokar bhi tanha nahi rehta,
Jaha bhi rahu teri yaade saath rakhta hu,

Kaise bhul sakta hu main pata apne ghar ka,
Tere kadmo ke nishan, teri aankhe saath rakhta hu,

Read more »

No comments:

Post a Comment